abc

Showing posts with label love line. Show all posts
Showing posts with label love line. Show all posts

Monday, 3 June 2019

Tujhse is kadar pyar kiya tha

June 03, 2019 0 Comments



Tujhse is kadar pyar kiya tha
ki,
Teri har jhut ko sach karar diya tha.


Tere milne ya na milne ka magroor na tha mujhe, 

Firr bhi 
Teri ibadat mein sir jhuka diya tha.


Author: Shubham Kishore
Email Id: shubhamkishore05@gmail.com
               : loveclashes@gmail.com



Sunday, 9 December 2018

Ye majar pyar ki nishani ho gayi hai. ..

December 09, 2018 0 Comments

Ye majar pyar ki nishani ho gayi hai.
Do dilo ko zor ke kahani ho gayi hai.

Ye majar pyar ki nishani ho gayi hai.

Do dilo ke beech mein, thi bahar kabhi
wo bahar jane kaha, kho gayi hai.


Husano pe jiski tarasti thi duniya,
sada ke liye wo, majar ke beech so gayi hai.

Aasuoon se seech ke hara kiya chaman ko jo,
wo chaman aaj bhi kahi ro rahi hai.


Bana tha pyar ka mahal jo do dil ke mail se,
raha na mahal pyar ka wo, ab masani ho gayi hai.

Ye majar pyar ki nishani ho gayi hai.


Author: Shubham Kishore
Email Id: shubhamkishore05@gmail.com
               : loveclashes@gmail.com

Saturday, 24 November 2018

Duniya se nata kya! Jab apna koi nhi.

November 24, 2018 0 Comments

Sunsan jungle hai mera ghar
koi kahi apna na nazar
Kehta hai dil ye baat magar
kar sahas aage badh toh sahi...!!!


Beet gaya mera khusi ka jamana
Lekar ek jhuta hi bahana
Kaun sune mere dil ka fasana
Jo jane sitam barbadi wahi...!!!


Juth hue mere sapne suhane
Lekar sitam gam aaya rulane
Dil mein dard wo ghao purane
Dil kehta hai dard sahu main nahi...!!!

Author: Shubham Kishore
Email Id: shubhamkishore05@gmail.com
               : loveclashes@gmail.com

Saturday, 17 November 2018

Love and tears

November 17, 2018 0 Comments


One had tears in eyes,
Other had a beer in their hands,

One was in a depression,
The other was in affection,


One become a writer,
Other became the reader.



Author: Shubham Kishore
Email Id: shubhamkishore05@gmail.com
               : loveclashes@gmail.com



Wednesday, 18 July 2018

Mere Ishq Ki Nakami

July 18, 2018 1 Comments


Kuch baat thi purani,
Jo tumhe hai batani,
Mai nhi bhaga tha ishq se tere,
sirf wo waqt thi meri pareshani. ..

Manta hu dar gya tha mai us waqt se,
Par tumne v toh ni chupaya mjhe apni ulfat me,
Chalo maan liya alag the khayalat hamare,
Par kya kare ye pyar jatana bhi chod de. ..


Mana haqiqat se bahut dur thi khawaish meri,
Firr v ek khawaish thi, ek khawab tha,
Gulami toh sirf tere ishq ki hai,
Baki, ye dil pehle v nawab tha, aur aj v nawab hai . ..

Meri rishton ko nibhane ki aadat purani hai,
Zindagi toh jaise samjhauton ki kahani hai,
Duniya k andar toh dhoke ka samandar hai,
Yaha karte hai wafa, milti badnami hai. ..

Bas yehi mere ishq ki nakami hai!!!


Author: Shubham Kishore
Email Id: shubhamkishore@gmail.com
               : loveclashes@gmail.com

Saturday, 30 June 2018

Love IS A Verb

June 30, 2018 2 Comments
                                               


Love is a verb,
Which have its own curve;
It can't be serve,
When you don't deserve.

Love has no age,
Which is being said by our sage;
You can't get that,
Just sitting on your maze.


Love has devotions,
Which deals with emotions;
It last longer,
When we keep it in the best proportion.
      
            Love Is A Verb!!

Author: Shubham Kishore
Email Id: shubhamkishore05@gmail.com
               : loveclashes@gmail.com