abc

Showing posts with label POEMS. Show all posts
Showing posts with label POEMS. Show all posts

Saturday, 26 October 2019

Jisko mai bhulana chaha, Kyun yaad aaey bar bar.

October 26, 2019 0 Comments












Jisko mai bhulana chaha, Kyun yaad aaey bar bar.

Apna jab unko bana liya,
Firr begana kahu kaise.

Sau bewafai ka hai jawab,
Dil de baitha unko ek bar.


Jisko mai bhulana chaha, Kyun yaad aaey bar bar.

Dil ko bebas bana diya,
Yaad unki tadpane ko.

Jabtak zindagi sath hai,
Aankho mein basi hai intizar.

Jisko mai bhulana chaha, Kyun yaad aaey bar bar.


Author: Shubham Kishore
Email Id: shubhamkishore05@gmail.com
               : loveclashes@gmail.com


Sunday, 7 October 2018

Pehli Mulakat Hai

October 07, 2018 0 Comments

Mausame barsat hai,
Kaali kaali raat hai.
Pyar bhari baat hai, 
Pehli mulakat mein.

Hum dono sang hai, 
Pyar laaya wo rang hai.
Dil mein umang hai, 
Jab tum ho mere sath mein.


Thandi bayar hai, 
Ishq ki raftar hai.
Bajta dil ka taar hai, 
Barsati raat mein.

Pyar ka sabab hai, 
Duniya bhi lajwab hai.
Dil betab hai, 
Pyar ki gath mein.


Dil se mila dil hain, 
Bichadna mushkil hai.
Paas hi manzil hai, 
Sanam tere sath mein.


Author: Shubham Kishore
Email Id: shubhamkishore@gmail.com
               : loveclashes@gmail.com



Friday, 3 August 2018

Friendship

August 03, 2018 0 Comments



Stars are seen together,
Yet they are so far apart.
Best friend may not speak today,
But they are linked heart to heart.

Friends are like fish,
You have to wait to catch new one.
Because when you catch them,
They fill your life with joy.


Friends fill our lives
With beauty, joy and grace.
They make the world, we live in
A better happier place.


Author: Shubham Kishore
Email Id: shubhamkishore@gmail.com
               : loveclashes@gmail.com

Friday, 13 July 2018

Par ab farq nhi padta, kyunki tumhe ab bhul chuka hu mai.

July 13, 2018 0 Comments



Yad hai mujhe aaj bhi jab hamari har mulakat, meri zarurat ban gayi thi.
Aur meri har zarurat, meri chahat ban gyi thi.
Kash ye mohabat ka silsila kuch der aur chala hota.
Aur wo rat ka chand din me bhi aasman me hota.

Par ab farq nhi padta,
kyunki tumhe bhul chuka hu mai.


Babes you have no idea,
Sirf teri khushbu se mai behak jaya karta tha.
Aur mera udas sa chehra bhi chehak jaya karta tha.
Teri mehak me kuch to baat thi.
Shayad wo gulab ki pankhooriyan(petals) bhi tere sath thi.

Par ab farq nhi padta,
kyunki tumhe bhul chuka hu mai.

 


Ek waqt tha jab mai shard[winter] raaton me chaat[terrace] pe chala jata tha.
Aur kabhi tujhe, toh kabhi us chand ko takte[stare] chala jata tha.
Tum aur Chand bhut pyar se sunte the mujhe.
Jab mai harf dar harf[line by line] tumhe kahaniya sunaya karta tha.

Par ab farq nhi padta, 
kyunki tumhe bhul chuka hu mai.


Janta hu mai ki aaj kal yeh dooriyan thodi badhne lagi hai.
Aur mujhe Starbucks aur juice corner par kisi aur ke sath dekh ke
Tu jalne lagi hai.
Tumhe samjhata zarur mai.

Par ab farq nhi padta, 
kyunki tumhe bhul chuka hu mai.


 Author: Shubham Kishore
Email Id: shubhamkishore@gmail.com
               : loveclashes@gmail.com